Best Of Tehzeeb Hafi Poetry In Urdu 2 Lines | Urdu Poetry
Connect with us

Urdu Poetry

Best Of Tehzeeb Hafi Poetry In Urdu 2 Lines

tehzeeb hafi, tehzeeb hafi poetry, tehzeeb hafi poetry in urdu, hand written tehzeeb hafi poetry in urdu, tehzeeb hafi poetry whatsapp group link, tehzeeb hafi wikipedia, tehzeeb hafi shayari, tehzeeb hafi poetry status, tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines.

Tehzeeb Hafi poetry in Urdu

tehzeeb hafi

Main jis k sath kai din guzaar aaya hon
Wo mery sath basar raat kyun nahi krta

میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ھوں
وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا

Mai ke kagaj ki ek kashti hun
Pahli barish hi aakhri hai mujhe

میں کہ کاغذ کی __ ایک کشتی ھوں
پہلی بارش ھی ___ آخری ھے مجھے

Sahra se hoke baagh me aaya hon sair ko
Haathon me phool hain mery paanv me reet hay

صحرا سے ہو کے__ باغ میں آیا ھوں ___ سیر کو
ہاتھوں میں پھول ہیں _ میرے پاؤں میں ریت ھے

Aasman ur zameen ki wusat dekh
Main idhar bhi hon udhar bhi hon

آسمان اور زمیں کی_ وسعت دیکھ
میں اِدھر بھی ھوں  اُدھر بھی ھوں

Main janglon ki taraf chal pada hon chod k ghar
Ye kiya k ghar ki udasi bhi saath ho gayi hy

میں جنگلوں کی طرف چل پڑا ھوں چھوڑ کے گھر
یہ کیا کہ گھر کی اداسی بھی _ ساتھ ھو گئی ھے

 

tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines

 

Isliye raushni me thandak hay
Kuch charaghon ko nam kiya gya hay

اس لیے __ روشنی میں ٹھنڈک ھے
کچھ چراغوں کو __ نم کیا گیا ھے

Ped mujhy hasrat se dekha karty they
Main jangal me paani laaya krta tha

پیڑ مجھے حسرت سے دیکھا کرتے تھے
میں جنگل میں __ پانی لایا کرتا تھا

Mirza Ghalib

Apni masti me bahta dariya hon
Main kinara bhi hon bhanwar bhi hon

اپنی مستی میں ____ بہتا دریا ھوں
میں کنارہ بھی ھوں بھنور بھی ھوں

Tamam na khuda sahil se door ho jaen
Samundaron se akely me baat krni hay

تمام ناخدا ساحل سے دور ہو جائیں
سمندروں سے اکیلے میں بات کرنی ھے

Wo jis ki chanv me pachchis saal guzary hain
Wo ped mujhse koi baat kyun nahi krta

وہ جسکی چھاؤں میں پچیس سال گزرے ہیں
وہ پیڑ مجھ سے کوئی بات کیوں نہیں کرتا

tehzeeb hafi poetry in urdu written

Dastaan hon main ek taveel magr
Tu jo sun le to mukhtasar bhi hon

داستاں ھوں میں اِک طویل مگر
تو جو سن لے تو مختصر بھی ھوں

Ye ik baat samajhny me raat ho gayi hy
Main usse jeet gaya hon k maat ho gayi

یہ اِک بات سمجھنے میں رات ہو گئی ھے
میں اس سے جیت گیا ہوں کہ مات ہو گئی ھے

Tera chup rahna mery zehn me kiya baith gaya
Itni awazeen tujhy den k gala baith gaya

تیرا چپ رہنا میرے ذہن میں کیا بیٹھ گیا
اتنی آوازیں تجھے دیں کہ گلا بیٹھ گیا

Main jis k sath kai din guzaar aaya hon
Wo mery sath basar raat kyun nahi krta

میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ھوں
وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا

۔۔

Click to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Urdu Poetry

Sister Poetry In Urdu 2 Lines Sms

sister poetry

sister poetry


بہن کا پیار جدائی سے کم نہیں ھوتا
اگر وہ دور بھی جائے تو غم نہیں ھوتا

بہن کی التجا ماں کی محبت ساتھ چلتی ھے
وفائے دوستاں بہر مُشقت ساتھ چلتی ھے

کسی عورت پر بری نظر رکھنے سے پہلے
یہ بات ضرور یاد رکھنا کہ بہن تمہاری بھی جوان ھے

ہر لڑکی کو بہن نہیں بنا سکتا لیکن
ہر لڑکی کو بہن جیسی عزت تو دے سکتا ھوں

زندگی بھر کی حفاظت کی قسم کھاتے ھوئے
بھائی کے ہاتھ پہ اِک بہن نے راکھی باندھی

۔۔۔

Continue Reading

Urdu Poetry

Achi Poetry In Urdu, Best 2 Line

Achi Poetry In Urdu, Achi Poetry, Us Rizq Se Maut Achi Poetry, Mohabbat Yun Nahi Achi Poetry, Dear share with Social media app Facebook Instagram & Twitter.

Achi Poetry

achi poetry

Har gali achi lagi har aik ghar acha laga
Woh jo aaya shahir mein tu shahir bhar acha laga

ھر گلی اچھی لگی ھر ایک گھر اچھا لگا
وہ جو آیا شہر میں تو شہر بھر اچھا لگا

Woh kahin bhi gaya lauta tu mere pass aaya
Bas yahi baat hai achi mere harjai ki

وہ کہیں بھی گیا لوٹا تو میرے پاس آیا
بس یہی بات ھے اچھی میرے ھرجائی کی

Guftgu achi lagi zauq e nazar acha laga
Mudton ke bad koi ham safar acha laga

گفتگو اچھی لگی ذوقِ نظر اچھا لگا
مُدتوں کے بعد کوئی ھم سفر اچھا لگا

Hal e Dil kyu kar karen apna bayan achi trah
Robaro unke Nahin chalti zuban achi trah

حالِ دل کیونکر کریں اپنا بیاں اچھی طرح
رُوبرُو ان کے نہیں چلتی زباں اچھی طرح

Achi surat bhi kiya buri shai hai
Jis ne dali buri nazar dali

اچھی صورت بھی کیا بُری شے ھے
جس نے ڈالی بُری نظر ڈالی

Us Rizq Se Maut Achi Poetry

Aay Tahir lahoti as Rizq Se Maut Achi
Jis Rizq Se aati ho parvaaz mein kotahi

اے طائر لاھوتی اس رزق سے مُوت اچھی
جس رزق سے آتی ھو پرواز میں کوتاھی

Mohabbat Yun Nahi Achi Poetry

Koi wada Nahin ham me
Na aapas me bahot batein
Na milny me bahot shokhi
Na aakhir e shab manajatein
Muger ik un kahi se hai
Jo hum dono smajty hain
Yeh sare Dilruba manzir
Talismi chandni ratein
Sunehri dhoop ke mosum
Ya halki sukh ki barsatein
Sabhi ik zid me rahty hain
Mujhy peyhum yeh kehty hain
Mohabbat Yun Nahi Achi
Mohabbat Yun Nahi Achi

Mirza Ghalib Poetry

Judai Poetry

Continue Reading

Urdu Poetry

Naraz Ko Manane Ki Shayari Urdu

Naraz Ko Manane Ki Shayari Urdu, Dear Naraz dost ko Manane ki Shayari hai.

Urdu Shayari

Rotha hua tha dost manana para mujhy
Aakhir ko chal ke aap hi jana para mujhy
Roka gaya tha haath melane se is liye
Seedha gale se usko lagana para mujhy

رُوٹھا ھوا تھا دوست منانا پڑا مجھے
آخر کو چل کے آپ ہی جانا پڑا مجھے
رُوکا گیا تھا ہاتھ مِلانے سے اس لیے
سیدھا گلے سے اس کو لگانا پڑا مجھے

….

Tehzeeb Hafi Poetry

Continue Reading

Urdu Poetry

Dosti Shayari In Urdu 4 Line | Best Shayari

Dosti Shayari In Urdu 4 Line, Dear friends of thewikipoint, you can read this friendship poem in four lines.

Dosti Shayari In Urdu 4 Line

dosti shayari

Jo karte hain dosti woh kabhi Toda Nahin karte
Dete Hain Jaan magar aazmaya nahin karte
Har Hal mein rakhte Hain dosti Ka bharam
Kisi ke kahane per chhod jaya Nahin karte
Aik bar Jo kar lete hain wada nibhaane ka
Sholoo per chal ke a jaate Hain ghabraya Nahin karte

جو کرتے ھیں دوستی وہ کبھی توڑا نہیں کرتے
دیتے ھیں جان مگر آزمایا نہیں کرتے
ہر حال میں رکھتے ھیں دوستی کا بھرم
کسی کے کہنے پر چھوڑ جایا نہیں کرتے
ایک بار جو کر لیتے ھیں وعدہ نبھانے کا
شعلوں پہ چل کے آ جاتے ھیں گھبرایا نہیں کرتے

dosti shayari

Har najar ko ek najar Ki talash Hai har
Chehre mein kuchh to khas Hai
Aapse dosti Ham Yun Nahin kar baithe
Kya Karen hamari Pasand hi kuchh khas hai

ھر نظر کو ایک نظر کی تلاش ھے
ھر چہرے میں کچھ تو خاص ھے
آپ سے دوستی ھم یونہی کر بیٹھے
کیا کریں ھماری پسند ہی کچھ خاص ھے

Dosti Shayari in urdu 4 line love

Jante ho fir Bhi Anjan bante ho
Is Tarah hamen pareshan karte ho
Puchte ho tumhen kya pasand hai
Kawab khud ho fir Bhi sawal karte ho

جانتے ھو پھر بھی انجان بنتے ھو
اس طرح ہمیں پریشان کرتے ھو
پوچھتے ھو تمہیں کیا پسند ھے
جواب خود ہو پھر بھی سوال کرتے ھو

 

 

Apni to Mohabbat ki bus itni si Kahani Hai
Tuti Hui kashti Hai thahara hua pani hai

Ek phool kitabon mein dam Tod chuka hai
Kuchh yaad Nahin aata yeh kiski nishani Hai

اپنی تو محبتکی بس اِتنی سی کہانی ھے
ٹوٹی ہوئی کشتی ھے ٹھہرا ہوا پانی ھے

اِک پھول کتابوں میں دَم توڑ چُکا ھے
کچھ یاد نہیں آتا یہ کسکی نشانی ھے

Quaid e Azam Quotes

Sad Poetry In Urdu 2 Lines

….

Continue Reading

Urdu Poetry

Famous Allama Iqbal Poetry In Urdu 2 Line

Dr. Allama Iqbal was a philosopher, poet, & politician in India who is widely regarded as having inspired the Pakistan Movement. He is considered one of the most important figures in Urdu literature, with literary work in both the Urdu & Persian languages. Iqbal is admired as a prominent philosopher of Islam, & his poems and political activism continue to influence the culture and politics of Pakistan. He is officially recognized as the “national poet” of Pakistan.

allama iqbal poetry, allama iqbal poetry in urdu, allama iqbal poetry in urdu for students, allama iqbal poetry in urdu 2 lines for students, allama iqbal poetry in english, allama iqbal poetry in urdu for pakistan, allama iqbal poetry in urdu love, allama iqbal poetry in urdu text, allama iqbal poetry in urdu about pakistan.

allama iqbal poetry for pakistan, allama iqbal poetry on love, famous allama iqbal poetry in urdu, allama iqbal poetry love, allama iqbal poetry for love, allama iqbal poetry about pakistan in urdu, allama iqbal poetry 23rd march, allama iqbal poetry books, allama iqbal poetry urdu.

 

Allama Iqbal poetry in Urdu

 

allama iqbal

Tamanna dard e dil ki ho to kar khidmat faqiron ki
Nahi milta ye gauhar badshahon k khazinon me

تمنا دردِ دل کی ھوتو کر خدمت فقیروں کی
نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں

Yeh jannat mubarak rahy zahidon ko
K main aapka samna chahta hon

یہ جنت مبارک رھے زاہدوں کو
کہ میں آپکا سامنا چاہتا ھوں

Mir e arab ko aai thandi hawa jahan se
Mera watan wahi hay mera watan wahi hay

میرِ عرب کو آئی ٹھنڈی ھوا جہاں سے
میرا وطن وہی ھے میرا وطن وہی ھے

Tamanna dard e dil ki ho to kar khidmat faqiron ki
Nahi milta ye gauhar badshahon k khazinon me

تمنا دردِ دل کی ھوتو کر خدمت فقیروں کی
نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں

Amal se zindagi banti hay jannat bhi jahannam bhi
Ye khaki apni fitrat me na nuuri hay na naari hay

 

Allama Iqbal Poetry in Urdu for students

 

عمل سے زندگی بنتی ھے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ھے نہ ناری ھے

Haram e pak bhi Allah bhi Quraan bhi ek
Kuch badi baat thi hoty jo musalman bhi ek

حرمِ پاک بھی اللہ بھی قرآن بھی اِک
کچھ بڑی بات تھی ہوتے جو مسلمان بھی اِک

Ai tair e lahauti us rizq se maut achi
Jis rizq se aati ho parwaaz me kotahi

اے طائر لاھوتی اس رزق سے موت اچھی
جس رزق سے آتی ھو پرواز میں کوتاھی

Haya nahi hay zamany ki aankh me baaqi
Khuda kary k jawani teri rahy be daagh

حیا نہیں ھے زمانے کی آنکھ میں باقی
خدا کرے کہ جوانی تیری رھے بے داغ

Duniya ki mahfilon se ukta gaya hon ya rab
Kiya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho

دنیا کی محفلوں سے اُکتا گیا ھوں یا رَب
کیا لُطف انجمن کا جب دل ہی بُجھ گیا ھو

Hazaron saal nargis apni be nuri pe roti hay
Badi mushkil se hota hay chaman me deeda war paida

ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ھے
بڑی مشکل سے ھوتا ھے چمن میں دیدہ ور پیدا

Nasha pila k girana to sabko aata hay
Maza to tab hay k girton ko thaam le saqi

نشہ پلا کے گِرانا تو سب کو آتا ھے
مزہ تو تب ھے کہ گِرتوں کو تھام لے ساقی

Maana k teri deed k qabil nai hon main
Tu mera shauq dekh mera intazar dekh

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ھوں میں
تو میرا شوق دیکھ میرا انتظار دیکھ

Sitaron se aagy jahan ur bhi hain
Abhi ishq k imtihaan ur bhi hain

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ھیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ھیں

Dhundta phirta hon main iqbal apny aapko
Aap hi goya musafir aap hi manzil hon main

 

Allama Iqbal Poetry in Urdu for youth

 

ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبالؔ اپنے آپکو
آپ ھی گویا مسافر آپ ھی منزل ھوں میں

Masjid to bana di shab bhar me iman ki hararat walon ne
Man apna purana paapi hay barson me namazi ban na saka

مسجد تو بنا دی شب بھر میں ایماں کی حرارت والوں نے
من اپنا پرانہ پاپی ھے برسوں میں نمازی بن نا سکا

Ishq bhi ho hijaab me husn bhi ho hijaab me
Ya to khud aashkar ho ya mujhy aashkar kar

عشق بھی ھو حجاب میں حُسن بھی ھو حجاب میں
یا تو خود آشکار ھو یا مجھے آشکار کر

Uqabi ruuh jab bedaar hoti hay jawanon me
Nazar aati hay unko apni manzil aasmanon me

عقابی رُوح جب بیدار ھوتی ھے جوانوں میں
نظر آتی ھے __ اِنکو اپنی منزل آسمانوں میں

 

Iqbal Poetry in Urdu 2 lines

 

Nahi hay na umeed iqbal apni kisht e viran se
Zara naam ho to ye mitti bahot zarkhez hay saqi

نہیں ھے نہ اُمید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے
ذرا نم ھو تو یہ مٹی بہت زرخیز ھے ساقی

Bhari bazm me raaz ki baat kah di
Bada be adab hon saza chahta hon

بھری بزم میں راز کی بات کہہ دی
بڑا بے ادب ھوں سزا چاہتا ھوں

Na pucho mujhse lazzat khanaman barbad rahny ki
Nasheman saikdon maine bna kr phunk daaly

نا پوچھو مجھ سے لَذت خانماں برباد رھنے کی
نشیمن سیکڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے

Saudagari nahi ye ibadat khuda ki hay
Aay be khabar jaza ki tamanna bhi chod de

سوداگری نہیں یہ عبادت خدا کی ھے
اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے

Aankh jo kuch dekhti hay lab pe aa sakta nahi
Mahv e hairat hon k duniya kiya se kiya ho jaegi

آنکھ جو کچھ دیکھتی ھے لَب پہ آسکتا نہیں
محوِ حیرت ھوں کہ دنیا کیا سے کیا ھو جائیگی

Yeh jannat mubarak rahy zahidon ko
K main aapka samna chahta hon

یہ جنت مبارک رھے زاہدوں کو
کہ میں آپکا سامنا چاہتا ھوں

Dil soz se khali hay nigah paak nahi hay
Phir is me ajab kiya k tu bebaak nahi hay

دل سوز سے خالی ھے نگاہ پاک نہیں ھے
پھر اس میں عجب کیا کہ تو بیباک نہیں ھے

Firqa bandi hay kahin aur kahin zatein hain
Kiya zamany me panapne ki yahi baten hain

فرقہ بندی ھے کہیں اور کہیں ذاتیں ھیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ھیں

 

Allama Iqbal Poetry in Urdu 2 Lines for students

 

Jinhen main dhundta tha aasmanon me zaminon me
Wo nikle mary zulmat khana e dil k makinon me

جنہیں میں ڈھونڈھتا تھا آسمانوں میں زمینوں میں
وہ نکلے میرے ظلمت خانہِ دل کے مکینوں میں

Tu qadir o aadil hay magr tery jahan me
Hain talkh bahot banda e mazdoor ki auqaat

تو قادر و عادل ھے مگر تیرے جہاں میں
ہیں تلخ بہت بندہِ مزدور کی اوقات

Aql ayyaar hay sau bhes badal leti hay
Ishq bechara na zahid hay na mulla na hakeem

عقل عیار ھے سو بھیس بدل لیتی ھے
عشق بیچارہ نہ زاہد ھے نہ مُلا نہ حکیم

 

Allama Iqbal Poetry in Urdu Love

 

Mir e arab ko aai thandi hawa jahan se
Mera watan wahi hay mera watan wahi hay

میرِ عرب کو آئی ٹھنڈی ھوا جہاں سے
میرا وطن وہی ھے میرا وطن وہی ھے

Mir Taqi Mir

Ye kaenat abhi na tamam hay shayad
k aa rahi hay damadam sada e kun faya kun

یہ کائنات ابھی نہ تمام ھے شاید
کہ آرہی ھے دمادم صداِ کُن فیکون

۔۔

Continue Reading

Urdu Poetry

Faiz Ahmed Faiz Best Poetry 2 Line

Faiz Ahmed Faiz was a Pakistani poet & a prominent member of the Communist Party of Pakistan. He was one of the leading literary figures of the Urdu language & is considered one of the greatest poets of the modern era. His poetry expressed themes of love, revolution, and social justice, and was widely popular in Pakistan & across the Indian subcontinent. He received numerous awards for his poetry, including the Lenin Peace Prize from the Soviet Union in 1962. Despite facing censorship and imprisonment, Faiz’s work continues to inspire political & social activism in the region.

faiz_ahmed faiz, faiz ahmed faiz poetry, faiz ahmed faiz best poetry, faiz ahmed faiz poetry in urdu, what was faiz_ahmed faiz takhalus, faiz_ahmed faiz books, faiz ahmed faiz ghazal, books of faiz ahmed. faiz.

heartbroken deep faiz ahmed faiz poetry, urdu poetry faiz ahmed faiz, books by faiz ahmed faiz, faiz ahmed faiz urdu poetry, shayari of faiz ahmed faiz, poetry of faiz ahmed faiz, faiz ahmed faiz shayari, faiz ahmed faiz takhalus.

 

Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu

 

faiz ahmed faiz

Woh aa rahy hain wo aaty hain aa rahy honge
Shab e firaaq yeh kah kr guzar di ham ne

وہ آرہے ہیں وہ آتے ہیں آرہے ہونگے
شبِ فراق یہ کہہ کر گزار دی ہم نے

Aay to yuun k jaise hamesha thy mehrban
Bhuly to yuun k goya kabhi aashna na thy

آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربان
بُھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے

Kr rha tha gham e jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be hisaab aay

کر رہا تھا غمِ جہاں کا حساب
آج تم یاد بے حساب آئے

Dono jahan teri mohabbat me haar k
Wo ja rha hay koi shab e gham guzar k

دونوں جہان تیری محبت میں ہار کے
وہ جا رہا ھے کوئی شبِ غم گزار کے

 

Faiz Ahmed Faiz best Poetry in Urdu

 

Wo baat saare fasane me jiska zikr na tha
Wo baat unko bahot na gavar guzri hay

وہ بات سارے فسانے میں جسکا ذکر نہ تھا
وہ بات ان کو بہت ناگوار گزری ھے

Gulon me rang bhare bad e nau bahar chaly
Chaly bhi aao k gulshan ka karobar chaly

گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے

Maqam faiz koi raah me jacha hi nahi
Jo ku e yaar se nikly to su e dar chaly

مقام فیض کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے

 

Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu 2 Lines

 

Tere qaul o qarar se pahly
Apne kuch ur bhi sahary thy

تیرے قول و قرار سے پہلے
اپنے کچھ اور بھی سہارے تھے

Uth kr to aa gaye hain teri bazam se magr
Kuch dil hi janta hay k kis dil se aay hain

اٹھ کر تو آگئے ہیں تیری بزم سے مگر
کچھ دل ہی جانتا ھے کہ کس دل سے آئے ھیں

Ye daagh daagh ujala ye shab gazida sahar
Wo intezar tha jiska ye wo sahar to nahi

یہ داغ داغ اُجالا یہ شبِ گزیدہ سحر
وہ انتظار تھا جسکا یہ وہ سحر تو نہیں

Ada e husn ki maasumiyat ko kam kr de
Gunahgar e nazar ko hijaab aata hay

اداِ حسن کی معصومیت کو کم کر دے
گناہ گار نظر کو حجاب آتا ھے

 

Faiz Ahmad Faiz Shayari

 

Yuun saja chand k jhalka tery andaaz ka rang
Yuun faza mahki k badla mery hamraz ka rang

یوں سجا چاند کہ جھلکا تیرے انداز کا رنگ
یوں فضا مہکی کہ بدلا میرے ہمراز کا رنگ

Chaman pe gharat e gul chin se jaany kiya guzri
Qafas se aaj saba be qarar guzri hay

چمن پہ غارتِ گلچیں سے جانے کیا گزری
قفس سے آج صبا بے قرار گزری ھے

Aur bhi dukh hain zamane me mohabbat k siwa
Rahatein aur bhi hain vasl ki rahat k siwa

اور بھی دکھ ھیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ھیں وصل کی راحت کے سوا

 

Faiz Ahmed Faiz in Urdu

 

Gulon me rang bhare bad e nau bahar chaly
Chaly bhi aao k gulshan ka karobar chaly

گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے

Mir Taqi Mir

Maqam faiz koi raah me jacha hi nahi
Jo ku e yaar se nikly to su e dar chaly

مقام فیض کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے

۔۔

Continue Reading

Trending

Copyright © 2022